Hello dosto kuch new sikho me aapka sawagat hai aaj hum sikhege ke free internet use kaise karte hai dosto agar aapke pas airtel ke sim or ek android phone hai to aap 2g ya 3g speed me free internet use kar sakte hai. Dosto aaj kal har koi internet use karta hai lekin aajkal internet packs bahut jayada mahge hone ke wajah se ek aam insan internet nahi chala pata hai lekin dosto ab apko internet packs ke recharge karwane ke koi jarurat nahi hai kyuki aaj main aapko batauga ke free internet kaise use karte hai lekin dosto ye trick Sirf airtel user ke liye hai to chaliye dosto sikhte hai.
Airtel Sim Me Free Internet Kaise Use Kare
Requirement
1. Airtel Sim balance 0.00 ( jab tak aapka balance 0.00 nahi hoga aap free internet use nahi kar payege)
2. Ek Android Mobail
Dosto free internet use karne ke liye aapko Droid VPN app Download karna padega.
Step1:----
Dosto is app ko install karne ke bad aap is app ko open kare or fir Register a New Account ke option par click kare.
Step2:----
Uske bad aapke browser me ek Singup ka page open hoga usme aako kuch information dalne hai.
1. Enter email - isme aap apne gmail id dale (agar aapke pas gmail id nahi hai to ye post padhe click to read )
2. Re-enter email – isme aap dobara se email id dale
3. Captcha - isme niche diye hue captcha dale
Ab I accept the terms of service par click kare or SINGUP NOW par click kare singup par click karne ke bad aapke gmail id par ek mail aayege usme aapko droid vpn ek email id or password dega use note karke rakh le.
Step3:----
Ab droid vpn ko open kare jo email or password aapne note kiya tha use droid vpn me dal kar Save my login details ke option par.
Step4:----
Connection request ko OK karde.
Step5:----
Ab droid vpn ke setting par click kare or connection protocol me TCP select kare.
Step6:----
ab HTTP Headers ke option par click kre
fir enable par tick kare or Custom HTTP Headers me ye type kare.
Host: airtellive.com X-Online-Host:airtellive.com
Or ab aap apne airtel sim ka internet data on kijiye or droid vpn ko connect kijiye dosto isme 6 free server hai aap koi sa bhi free server select karke connect kar sakte hai jaise he aapka droid vpn connect hoga uske bad aap free internet use kar sakte hai.
Dosto agar aapke phone me droid vpn ke speed slow aa rahi hai to aap apne mobail network ko 3g par set karke droid vpn se 3g speed me internet use kar sakte hai or agar aapko nahi pata ke mobail network ko 3g me kaise set karte hai to aap mujhe comment kar sakte hai. To dosto aapko ye humare post kaise lage aap hume comment karke jarur bataye or kuch new sikho se jude rahiye or kuch new sikhte rahiye.
Note :-- Dosto aap is trick se 80-100mb daily use kar sakte hai or agar aap isse jayada use karoge to aapka droid vpn connect nahi hoga dosto wo is liye hoga ke airtel wale aapko kuch time ke liye block kar dege jaise 10 se 15 day ke liye mujhe bhi bahut bar block kiya hai par 10 se 15 din me wapas se thik ho jata hai.
1 comments:
Write commentspayment bank Saving Account khole, मिलेगा 7.25 % interest सालाना, Airtel Payment Bank Kya Hai.(एयरटेल payment बैंक क्या है )
Replyhttp://www.neerajwiki.com/2017/03/what-is-airtel-bank-how-open-an-account-with-airtel-bank.html