Computer ko Android banane ke baat sunkar aap yakin nahi kar
rahe hoge lekin dosto ye jhut nahi hai. Kyuki ab hum apne Computer me wo sare
apps chala sakte hai jo ek Android phone me chalte hai. Kyuki ab pc ka ek aisa software aa gaya hai jo hare Computer me
wo sare apps chala sakta hai jo le ek Android phone me chalte hai. To main
aapko is software ka naam bata he deta hu is software ka naam bluestaks ye wahi
software hai jo hare pc me Android apps chalata hai.
Bluestacks Kya Hai Or Isse Kya Fayda Hai
Bluestacks ek pc software hai jiske help se hum apne pc me wo sare apps chala sakte hai jo ke ek Android phone me chalte hai.
Bluestacks Se Pc Me Android Apps Kaise Chalaye
Steps By Steps
Step 1:----
Sabse pahle aap apne pc me bluestacks software DOWNLOAD karke install kare.
Bluestacks Kya Hai Or Isse Kya Fayda Hai
Bluestacks ek pc software hai jiske help se hum apne pc me wo sare apps chala sakte hai jo ke ek Android phone me chalte hai.
Bluestacks Se Pc Me Android Apps Kaise Chalaye
Steps By Steps
Step 1:----
Sabse pahle aap apne pc me bluestacks software DOWNLOAD karke install kare.
Step 2:----
Ab is software ko open kare or aapko jo bhi Android apps apne pc me chalana hai use bluestacks ke apps store se download kare ya aap bina download kiye use karna chahte hai to aapke pas us apps ke apk hone chaiye. Ab aap soch rahe hoge ke ye apk kya hoti hai apk ka matlb ye hota hai aapke pas Android apps hone chaiye fir aap use apne Computer me open kare fir wo apne aap bluestack me install ho jayege jaise Android phone me hote hai. Install hone ke bad aap apne pc me wo apps chala sakte hai.
Note:------
Agar aapke pc me 2GB ram or graphics install nahi hoga to ye software aapke pc me nahi chalega.
dosto ab aap khub injoy kijiye or apne frnd ya privar walo ke sath bhi ye share
kijiye. To kaise lage ye hamare post aap
hume comment karke jarur bataiye. Or agar aapke mind me koi qution hai to hume
comment kare ya facebook page par message kare. kuch new sikho se jude rahiye
or kuch new sikhte rahiye.
Agar aapke pc me 2GB ram or graphics install nahi hoga to ye software aapke pc me nahi chalega.
4 comments
Write commentskya app bata skate he ki CD me data kese dala jata he
Replyaapka danyavaad hoga
aap cd me data dalne ke liye nero 7 software ka istemal kar sakte hai nero 7 software download karne ke liye link par click kare http://en.softonic.com/s/nero/windows-7
ReplyKya me bina graphics card ke nahi khel sakta to.
ReplyKoi dosra software hai jise me bina graphics card ke khel Saku.
Pc Ko Android Kaise Banaye - Learn In Hindi - Kuch New Sikho - Internet Ki Puri Jankari Hindi Me! >>>>> Download Now
Reply>>>>> Download Full
Pc Ko Android Kaise Banaye - Learn In Hindi - Kuch New Sikho - Internet Ki Puri Jankari Hindi Me! >>>>> Download LINK
>>>>> Download Now
Pc Ko Android Kaise Banaye - Learn In Hindi - Kuch New Sikho - Internet Ki Puri Jankari Hindi Me! >>>>> Download Full
>>>>> Download LINK ft