Saturday, 27 February 2016

Shiva Pal

Internet Se Apne Name Ki Ringtone Kaise Banaye or Download Kare?




Hi Friends, kuch new sikho me aapka sawagat aaj hum baat karne wale hai ki apne name ki ringtone online internet se kaise banate hai to isme mujhe aapko jayada batane ki jarurat nahi kyuki aap sabhi ko pata hai ki ringtone kya hoti bas is post me hum sikhege ki apne name ki ringtone kaise banate hai wo bhi bilkul free me FDMR Website se to jayada der na karte hue chaliye suru karte hai.



FDMR Kya Hai Or Isse Kya Fayda Hai?

FDMR ka pura naam free download mobile ringtone hai ye ek online ringtone banana wale website hai jisse aap apne naam ke online ringtone banakar free me download kar sakte hai or isse aapka time bhi waste nahi hoga.


FDMR Se Online Apne Naam Ke Ringtone Kaise Banaye

Steps By Steps

FDMR se online ringtone banana ke liye aapko FDMR ke website par jana hai website par jane ke liye yaha ClickKare.


Steps 1:-----

ab aap jis naam ke ringtone banakar download karna chahte hai us name ko search box me type karna hoga. search karne ke liye uper menu bar me Search Ringtones ke option par click kare.







Steps 2:-----

ab aapke samne search box aa jayega aapko jis name ki ringtone banani hai use yaha par type kare for example mai ram name ki ringtone download karna chahta hu to ram likh kar search karuga aap apne pasand ka name type kare.



Steps 3:-----

Ab aapke same aapka Search Result aa jayega aap apne naam ke ringtone par click karke Download kar lijiye.


To dosto aapko ye humare post  kaise lagi aap hume niche comment box me comment karke jarur bataye to or kya dosto bas aise he aap kuch new sikho se jude rahiye or kuch new sikhte rahiye milte hai next post jai hind vande matram.......

Shiva Pal

About Shiva Pal -

Hi Friends, Mera Name Shiva Pal Hai or Kuch New Sikho Site Maine Banai Hai mujhe logo ki help karna Achha Lagta Hai Main Is Site Par Computer, Internet, Software And Ethical Hacking Ki Jankari Hindi Me Share Karta Hu. And Aap Aise He Kuch New Sikho Se Jude Rahiye And Kuch New Sikhte Rahiye.

Subscribe to this Blog via Email :