Aaj hum
sikhege ke kaise hum bekar ya scratch cd/dvd se data recover ya wapas kaise paye.
Jab aap bahut mahnat karke data save karte hai or jayada memory ya space na
hone ke wajah se aap use blank cd/dvd me dal dete hai kyuki aapke pas jayada
memory ya space nahi hota hai isliye aap us data ko blank cd/dvd me dal dete
hai or not fikar ho jate hai kyuki cd/dvd me data dalne ke bad use delete nahi
kar sakte hai. Jabki memory me se koi bhi humara data delete kar sakta hai. Ya
ho sakta aap apne dost se koi software, game, video ya music ke cd/dvd late or
sochte ke main bhi ise apne pc me dal luga lekin wo cd jayada purani ya uspe
escrach ho or jab aap is cd/dvd ko apne pc me lagate hai or data copy karte hai
to aapka pc ke speed slow ya hang ho jata hai. Aise me hum data ko recover ya
wapas nhi pa sakte hai. Ya aapki party,jagran ya shadi ke cd/dvd to bahut
-bahut purani hoti hai or aapke dost ya family is cd/dvd ko dekhte hai or jab
ek he cd/dvd jayada bar use hoti hai to usme escrach ya bekar ho jati hai. To
aise me bhi aap cd/dvd se data recover nahi kar sakte or last me aapko ye
kaharab cd/dvd dust me dal dete hai. Lekin dosto ab aapko aisa karne ke koi bhi
jarurt nahi kyuki aaj main aapko ek aise trick batauga jisse aap kharab ya
crash cd/dvd se data recover ya wapas
kar sakte wo bhi bina koi problem ke. Data recover karne se pahle main
aapko ek aise pc software ka naam batauga jo humare kharab cd/dvd se data ko
recover karta hai. Is pc software ka naam hai CD Recovery Toolbox Free hai. To chaliye dosto sikhte hai hum kaise
kaharab cd/dvd se data recover kar sakte hai.
CD Recovery Toolbox Free Kya Hai Or Isse Hume
Kya Fayeda Hai
Cd
recover toolbox free ek pc software hai. ye only 2.69MB ka hai or ye bilkul Free
hai. Or isse hum kisi bhi Kaharab ya Escrach
cd ya dvd dono se ye bina kisi humare pc ko nuksan pahuchaye cd ya dvd se data
ko recover karke aapke pc me save kar deta hai.
Kharab CD/DVD Se Data Ko Recover Kaise Kare
Steps by Steps
Kharab
CD/DVD se data ko recover karne ke liye aapko CD Recovery Toolbox Free naam ke
software ke jarurat padege agar aapke pass ye software nahi hai to ise Download
kare.
Steps 1.
Sabse
pahle aap apne pc me Cd/Dvd lagaye
jisse aap data ko recover karna chahte hai fir CD Recovery Toolbox Free software ko
open kare.
Steps 2.
jaise
he aap software ko open karege to aapko
usme aapki Cd/Dvd dikai dege ab Next
par click kare.
Steps 3.
Ab
aapko Select Target Directory where you want to store files Is naam ka
option dikhai dega isme aap recover kiye gaye data ka isthan select kar skte
hai ke aapka recover kiya gaya data kaha aana chaiye. To select kare. Or Next par click kare.
Steps 4.
Ab
aapko aapki cd/dvd ke folder dikhai dege isme aapko ek select karne ke option
dikhi dega aap jis jis chij ko recover karna chahte hai use select kare or
select karne ke bad Save par click
kare.
Note
aapne jonsa disk chouse kiya tha waha par wo save ho chukka hai.
Aapka
recover kiya gaya data ab save ho chukka hai Ab
aap sikh chuke hai ke kharab CD/DVD
se data ko recover kaise karte hai. agar aapke man me koi bhi sawal hai to aap
hume comment karke puch sakte hai. Kuch new sikho se jude rahiye or kuch new
sikhte rahiye
1 comments:
Write commentsKharab Ya Scratch Cd/Dvd Se Data Recover Ya Wapas Kaise Paye - Learn In Hindi - Kuch New Sikho - Internet Ki Puri Jankari Hindi Me! >>>>> Download Now
Reply>>>>> Download Full
Kharab Ya Scratch Cd/Dvd Se Data Recover Ya Wapas Kaise Paye - Learn In Hindi - Kuch New Sikho - Internet Ki Puri Jankari Hindi Me! >>>>> Download LINK
>>>>> Download Now
Kharab Ya Scratch Cd/Dvd Se Data Recover Ya Wapas Kaise Paye - Learn In Hindi - Kuch New Sikho - Internet Ki Puri Jankari Hindi Me! >>>>> Download Full
>>>>> Download LINK hR