Hello dosto kuch new sikho me aapka sawagat hai aaj hum
aapko sikhayege ke android phone se computer me net kaise chalaye dosto mujhse
bahut se logo ne puchha hai ke android
phone se computer me net kaise chalaye to dosto mai aapko bata du ke android
phone se computer me net chalana bahut aasan hai dosto aksar kya hota aap apne
computer me net chalana chahte hai aise me aapke pas android phone to hota
lekin modem ya internet connection nahi
hota hai to dosto aapko tention lene ke
jarurt nahi aap apne android phone ka istemal kare apne computer me net chala
sakte hai to chaliye dosto sikh lete hai android phone se computer me net kaise
chalaye.
Android
Mobile Se Computer Me Internet Kaise Chalaye
Step 1:
Sabse pahle aap apne
Android Phone ko USB CABLE se Computer ya Laptop se Connect kare.
Step 2:
Apne Mobile ka DATA ko On kare
aur check karle ki Mobile me Internet thik se chal raha hai ya nahi.
Note:- jab aapke phone me
internet chalega tabhi aap apne computer me internet chala payege isliye thik se cheak kare.
Step 3:
Ab Setting me
jaye. Aur Wireless & Hotspot par click kare.
Step 4:
Ab Thethering & portable
hotspot par click kare.
Step 5:
Ab USB Tethering Option
par click kar ke Enable kar de.
Step 5:
Ab aapka Computer Mobile se Connect ho chuka hai. Ab aap taskbar me niche Right side me
dekh sakte hai.
Ab aap apne Computer me Internet
chala sakte hai to dosto ab aap sikh chuke hai android mobile se computer me internet kaise chalaye to dosto kuch new
sikho jude rahiye or kuch new sikhte rahiye
1 comments:
Write commentsThanks for the wonderful information.
ReplySamsung Galaxy S 9